Ki is tarah paalon nafratein...
Ki is tarah paalo nafratein ki fir milne ki gunjaiesh na reh jaye... Ho aamne-samne aur nazarein shole barsaye... Ett ka jawab pathar se mile... talwarein lahoo ki dhara bahayein... Ho jayein khaak khandan par Ranjish na kam hone paaye... Khandani log ho agar Miya... To yaad rahein.... Mohabbat ho ya fir Nafrat lahoo ke aakhiri katre tak nibhai jaye... Yeh juban meri hai... Adab se bolna bhi janti hai... Be-aabru karna bhi janti hai... Khayaal rahe Sultan ke samne koi gustakhi na hone paaye... Hahaha... Raavan... Dus-Dus Sar Wala... hahahahaha... Sultan