Posts

Showing posts from June, 2014

कौन सी नई बात है...

कौन सी नई बात है यह तो वहीं पुराने  राजनीति हालात है पहले राम होते थे आजकल साईं इसके शिकार है।  रो+मिल 

न जाने क्यों खुदा...

न जाने क्यों खुदा... गरीबों की तक़दीर लिखते हुए अक्सर तेरी कलम की स्याही कम पड़ जाती है।  रो+मिल

Rafta-Rafta kaash woh mere rang mein rangte jaye...

Rafta-Rafta kaash woh mere rang mein rangte jaye Hum jitni siddat se unko ishq karte hai Kaash woh bhi humko utni hi siddat se chahe. Rafta-Rafta kaash woh mere rang mein rangte jaye... tabiyat unki bhi kharab ho soch mein meri kabhi raat kate unki bhi bistar par karwatein lete hue to kabhi raah mein chalte-chalte woh bhi tham se jaye. Rafta-Rafta kaash woh mere rang mein rangte jaye... mujhko manane ke woh dhundhe sau bahane kabhi ajeeb-ajeeb totake kare woh mujhpar  to kabhi surk gulab lekar mere sirhane rakh jaye. Rafta-Rafta kaash woh mere rang mein rangte jaye... #romil arora

pehle zakhm dekar, mehboob hone ka farz ada karta hai

pehle zakhm dekar, mehboob hone ka farz ada karta hai  fir qaatil, thik hone ki dawa ke saath dua bhi karta hai. na apni giraft mein rehne deta hai na apni giraft se aazad hone deta hai. dil bechara... uske mohabbat ke jaal mein phas kar ghazal panchi ki tarah bas fadfadata rehta hai. ro+mil

khawabon mein invest karo hamesha acche returns milenge.

khawabon mein invest karo hamesha acche returns milenge. ro+mil

chalo hans lo

chalo hans lo tum bhi hans lo... ise apni qismat ka kasoor maane ya fir apni manzil-e-chahat ka kasoor jis kisi bhi raste se guzare paanv zakhami hi hue apne... ro+mil

kisi shaam hote hai rubaru dono

kisi shaam hote hai rubaru dono coffee shop mein... kisi bhi... coffee shop mein... pete hai coffee dono... coffee peete-peete likhate hai kisi kore kaagaz par ek-dusare ki khataein dono... fir tay karna ki kaun bewafa hai tum ho, main hoon ya fir hai hum dono... woh bewafa hai jisne nau saal tak pal-pal kisi ka intezaar kiya ya woh jisne musibat ke samay bhi na saath diya ya fir bewafa hai hum dono... chalo likhate hai ek-dusare ki khataein dono... woh bewafa hai jo door raha haseenao se, haseen-o-zindagi se ya woh jo masgul raha khud hi mein, mehfilon mein ya fir bewafa hai hum dono... chalo likhate hai ek-dusare ki khatein dono... chalo yeh baat bhi tumhari maani ki main bewafa hoon nahi khareed sakta sone ki jeevar nahi hai khud ka makaan mere pass nahi hai kuch bhi tumhein dene ke vaste mere pass... yeh wafaein jaaya hai yeh intezaar karna beqaar ka kaam hai yeh ishq, mohabbat faltu log karte hai... chalo likh do... kore kaagaz par khataein meri... har di hui saaza mujhe manzoor h...

This day, 27th June, marks the Birth Anniversary of Rahul Dev Burman, aka Pancham da.

Image
1. R.D. Burman - Mehbooba Mehbooba 2. Mohd. Rafi & R.D. Burman - Yamma Yamma 3. R.D. Burman - Samundar Mein Naha ke 4. R.D. Burman & Asha Bhosle - Ye Din Toh Aata Hai 5. R.D. Burman - Dil Lena Khel Hai Dildaar Ka 6. R.D. Burman - Jaana O Meri Jaana 7. Kishore Kumar, Asha Bhosle & R.D. Burman - Aa Dekhen Zara, Kismein Kitna Hai Dum 8. Asha Bhosle & R.D. Burman - Na Ja Jaane Jaa 9. Kishore Kumar, Rahul Dev Burman, Bhupinder, Sapan Chakravorty, Gulshan Bawra - Pyar Hamein Kis Mod Pe Le Aaya 10. Kishore Kumar & R.D. Burman - Jaane Jigar Duniya Mein 11. R.D. Burman - Kal Kya Hoga Kisko Pata, Abhi Zindagi Ka Le Lo Maaza 12. Usha Uthup - One Two Cha Cha 13. Lata Mangeshkar & Kishore Kumar - Kya Yahi Pyar Hai 14. Kishore Kumar & Asha Bhosle - Keh Doon Tumhein Ya Chup Rahoon 15. Kishore Kumar & Asha Bhosle - Jaane Jaan Dhoondta Fir Raha 16. Kishore Kumar & Asha Bhosle - Tu Tu Hai Wahi Dil Ne Jise Apna Kaha 17. Asha Bhosle & Amit Kumar - Tu Rutha Toh Main ...

Veri Nu Saudha Laun Layi Singh Turey Aunde Neee Full Audio Song (Lyrical Video) | Punjab 1984 |

Image

Hamari muskurahaton par mat jao

Hamari muskurahaton par mat jao, hum peeche ek aansoyoon ka dariya chhod aaye hai, Aawaze to tum khoob sun lo, khamoshi chhod aaye hai. ro+mil हमारी मुस्कुराहटों पर मत जाओ, हम पीछे एक आंसूओं का दरिया छोड़ आये हैं, आवाज़े तो तुम खूब सुन लो, ख़ामोशी छोड़ आये है।  रो+मिल    

kuch soch kar hi humne

kuch soch kar hi humne liya hai toofano se muqabala warna humko bhi yeh pata hai ki sukoon saahil par hi milta hai. agar aaj darenge... to kal apni nazron mein hi marr jayenge toofano se ladane do inko... ubharna seekh jayenge... #romil arora

मेरे शिकवों का

मेरे शिकवों का वोह कुछ इस तरह से जवाब देती  हैं  बस मुस्कुराकर "सतनाम वाहेगुरु" कह देती हैं।  #रोमिल अरोरा

Hun Main Kisnu Watan Kahunga | Full Song | 47 To 84 | Arshpreet Jugni, Dheera, Loppowale Brothers (2014)

Image

Tera Ranjha Taan Heere Rangroot Ho Gaya Hai Full Audio Song (Lyrical Video) | Punjab 1984 | Diljit Dosanjh

Image

Karma Nu Tu Mil Gayi Kismat Nu Dukh Kude - PUNJAB 1984 - DILJIT DOSANJH - SONAM BAJWA

Image
Veet Baljit: Ve Rang Mehndi Da Fikkda Hoya Saade Leera’n Kar Geyon Baane O Jaa Ve Malaaha Dakk De Bedi Assin Lagna Nahi Tikaane Ho Asin Vi Rang Ohio Chun Lai Ve Tu Jehde Rang Pachhane. Diljit Dosanjh: Karma Nu Tu Mil Gayi Kismat Nu Dukh Kude Aapa’ Keehde Naa Kariye Ve Sajna Dass Giley Aapa’ Keehde Naa Kariye Ve Sajna Dass Giley Eh Goodhe Pyaara’n De Nikle Ne Sile Karma Nu Tu Mil Gayi Kismat Nu Dukh Kude Karma Nu Tu Mil Gayi Kismat Nu Dukh Kude Keeh Zor Gareeban Da Oh Jadon Likhiyan Rabb Diyan Kakhan Naal Kad Puggiya Ni Eh Aggan Jag Diyan Khoohan Naal Khooh Allharhe Kade Bhull Ke Na Mile Karma Nu Tu Mil Gayi Kismat Nu Dukh Kude Karma Nu Tu Mil Gayi Kismat Nu Dukh Kude Eh Kismat Naal Charhda Rang Goodha Mehndi Da Tenu Umra Layi Chadh Jaye Rang Goorha Mehndi Da Saanu Vi Dekhange Mehndi Laundi Keeh Vile Karma Nu Tu Mil Gayi Kismat Nu Dukh Kude Karma Nu Tu Mil Gayi Kismat Nu Dukh Kud e

yeh ishq ki baatein hai, tum jaise be-dil kya jaane

yeh ishq ki baatein hai, tum jaise be-dil kya jaane yeh toofano ki baatein hai, tum jaise saahil pasand kya jaane... ro+mil

या तो रातों को नींद की गोलियां खाकर काट दो

मियां... या तो रातों को नींद की गोलियां खाकर काट दो या फिर जागती हुई नज़रों से सुबह के आने का इंतज़ार करो।  और डॉक्टर बोला... इश्क़ का मर्ज फैल चुका है कोई भी ऐसी-वैसी दवा अब काम नही करेगी या तो संजीवनी बूटी-ए-सनम ले आओ या फिर खुदा से इसके बचने की अरदास लगाओ। रो+मिल

Kaash Main Teri Beti Na Hoti Title Song Lyrics and Video - Zindagi Channel

Maae Maae Maae Maae.. Ni Maae Ni Maae... Mae Ni Maae Mae Ni Maae.. Mein Tere Pyaar Ko Tarsi Na Hoti Tune Jo Gudiya Baichi Na Hoti... Janam Na Deti Royi Na Hoti Kaash Main Teri Beti Na Hoti Kaash Main Teri Beti Na Hoti Jeena Bhi Mera Jaise Hi Marna Pal Mein Simatna Pal Mein Bikharna Aaaaaaaaa Aaaaaaaa Ghum Mein Jo Doobi Main Woh Khushi Hoon.. Kaise Bataun Kitni Dukhi Hoon Aaj Hoon Jaisi Aisi Na Hoti Kaash Main Teri Beti Na Hoti Kaash Main Teri Beti Na Hoti

Mere Qatil Mere Dildar - Mere Paas Raho Song Lyrics and Video - Zindagi Channel

Paas Raho Mere Paas Raho Tum Mere Paas Raho Subaho Ki Pehli Kiran Jab Teri Palkay Choo Le Adh Kili Kaliyon Pe Jaise Koi Titli Choo Le Chahe Tum Mujhko Sawaro Chahe Barbad Karo Bhool Jayo Mujhe Tum Jake Mujhe Yaad Karo Mere Qatil Mere Dildar Mere Paas Raho Mere Qatil Mere Dildar Mere Paas Raho Tum Pe Ilzaam Hai Jana Meri Ruswayi Ka Paas Ho Fhir Bhi Yeh Ehsaas Hai Tanhayi Ka Yeh Toh Anmol Hai Tohfa Mere Harzayi Ka Karo Iqraar Ke Inkaar Mere Paas Raho Mere Qatil Mere Dildar Mere Paas Raho Mere Qatil Mere Dildar Mere Paas Raho Mujhe Khayal Kar De Mujhe Pagal Kar De Chahe Bechain Mujhe Chahe Bekar Karde Mujhe Jeena Hai Toh Marna Ke Liye Jeena Hai Ab Toh Hai Maut Ka Israar Mere Paas Raho Mere Qatil Mere Dildar Mere Paas Raho Mere Qatil Mere Dildar Mere Paas Raho Mere Qatil Mere Dildar Mere Paas Raho

अँधेरी रातों में चाँद की रोशनी भी है

मियां... यह मत भूलो! अँधेरी रातों में चाँद की रोशनी भी है आँखों के भीतर नमी है तो  चेहरों पर मिलन की ख़ुशी भी है।  और वोह इश्क़ भी क्या जो आँखों में बसे और मिलन पर बरस भी न पाये।  रो+मिल   

Swaah Bann Ke | Punjab 1984 | Diljit Dosanjh | Kirron Kher | Sonam Bajwa (2014)

Image
Mere pind di oh nehar nu suneha de deo Mere pind di oh nehar nu suneha de deo Ni main fer tari laun sivean ch sarh ke Ni main kujhe wich aunga ‪‎swaah‬ ban kay Ni main kujhe wich aunga ‪‎swaah‬ ban kay Rakh housla ni maaye mera jar la tu dukh Patte jhar de rehnde, kadde suk de nahi rukh Mainu milya nai kite teri godhi jeha sukh Nee mai jini wari mudha mainu mile teri kukh Meri ganga meri maa de dove pairr ho gaye Mainu ohna vich rodh aao khuda karke Ni main kujhe wich aunga ‪‎swaah‬ bann ke Ni main kujhe wich aunga ‪‎swaah‬ ban kay

waqt...

waqt... jaise thehar sa gaya ho do ghadi kya ek pal ke liye bhi na chala ho... tum maano ya na maano main sach keh raha hoon... waqt... jaise thehar sa gaya ho... wahi kahin ruka sa pada ho... nazarein pathar si ho chuki hai rukshati ke pal bhi dost ka noor sa chehara jo na dekh saki hai nazarein pathar si ho chuki hai ya fir koi sadma kha chuki hai. main sach keh raha hoon... waqt... jaise thehar sa gaya ho... wahi kahin ruka sa pada ho... aankhon ki palkhon mein aansoo ki boondein ataki si padi hui hai jaise barson se chalki hi nahi hai sanam ke aakhiri khat mein uske khoon ki cheetein dekhati hi ja rahi hai  ya fir koi zehar pi rahi hai. raat na jaane kab subah mein tabdeel ho jaati hai aankhein bas khuli ki khuli hi rehti hai mann na jaane kya sochata rehta hai mujhe khud nahi pata ya fir koi khawab saanp ban daasa ja raha hai. main sach keh raha hoon... waqt... jaise thehar sa gaya ho... wahi kahin ruka sa pada ho... aaj tak dhahad kar ro bhi nahi saka hoon koi baahein thi hi ...

PUNJAB 1984 MOVIE (2014)

Image

Swaah Bann Ke - Diljit Dosanjh - Punjab 1984 (2014)

DELETED

नज़र

यह कभी मुझे बूढ़ा नहीं होने देती मैं, माँ की नज़रों में हमेशा बच्चा ही बना रहता हूँ. रो+मिल

mulk ki khatir humne bhuja diya ghar ke chirag ko bhi

mulk ki khatir humne bhuja diya ghar ke chirag ko bhi  log fir bhi humein muzahira samjhate hai. madine tak ke humne maangi hai mulk ki khatir duaein log fir bhi humein gair samajhate hai.  topi pehanna, urdu bolana gar dehshard-gardi hai to tum jaano hum to ise apni rooh ka hissa samajhate hai.  aur jo lootate hai aurat ki azmat ko ro+mil  hum use namard samajhate hai.\ ro+mil

Sikhon ka maan-samman badayega...

miya... lucknow ki galiyon se lahore ki chhaton tak lehrayega yeh Khalsa ka jhanda hai Sikhon ka maan-samman badayega... ro+mil 

khawabon...

miya... bistar par sajne ke liye kai jism hai mere pass mujhe to woh chahiye jo mere khawabon ko sajaye... batao... koi aisi ho to kal hi shaadi kar lu... hehehe miya... maine yeh kab kahan ki woh mere khawabon mein crores lagaye main to bas itna chahta hoon ki woh mere khawabon mein pankh lagaye... dil lagaye... khud se sajaye... mere saath khawab poora karne mein needon ko udaye... ro+mil

इश्क़ के गम से फुर्सत पाएं

इश्क़ के गम से फुर्सत पाएं तो हम मौत का फ़र्ज़ भी निभाएं। रो+मिल 

Zindagi Channel

Kash Main Teri Beti Na Hoti Zindagi Gulzar Hai Mere Qatil Mere Dildaar

miya... mere baare mein koi raye qayam karni hai

miya... mere baare mein koi raye qayam karni hai to yeh kar sakte ho... ro+mil jaan to de sakta hai magar kisi galat ka saath nahi de sakta hai... chahe woh mere dil ke kitne qarib kyon na ho....  ro+mil

कशमाकश

बड़े कशमाकश में रहता हूँ रो+मिल रात भर नींद में उसके खवाबों का मज़ा लूं या जाग कर उसकी यादों का मज़ा लूं रो+मिल

BEST SONG OF THE MONTH - Teri aankhon ke dariya ka utarna bhi zaroori tha Mohabbat bhi zaroori thi, bichadna bhi zaroori tha - Rahat Fateh Ali Khan (2014)

Image
Lafz kitne hi tere pairon se lipte honge Tune jab aakhiri khat mera jalayaa.. hoga Tune jab phool kitaabon se nikale honge Dene waala bhi tujhe yaad toh aaya hoga (Vocals Break) (Instrumental Break) Teri aankhon ke dariya ka utarna bhi zaroori tha Mohabbat bhi zaroori thi, bichadna bhi zaroori tha Zaroori tha ke hum dono tawafy arzoo karte Magar phir arzoo-on ka bikharna bhi zaroori tha Teri aankhon ke dariya ka utarna bhi zaroori tha (Instrumental Break) Batao yaad hai tumko woh jab dil ko churaya tha Churayi cheez ko tumne khuda ka ghar banaya tha Woh jab kehte the mera naam tum tasbeeh mein padhte ho Mohabbat ki namazo ko qaza karne se darte ho Magar ab yaad aata hai woh baatein thi mehez baatein Kahin baaton hi baaton mein mukarna bhi zaroori tha Teri aankhon ke dariya ka utarna bhi zaroori tha (Vocals Break) (Instrumental Break) Wahin hai sooratein apni, wahin main hoon wahin tum ho Magar khoya huya hoon main, magar tum bhi kahin gum ho Mohabbat mein daga ki thi jo kaafir the so k...

chalo... yeh baat bhi tumhari maani...

chalo... yeh baat bhi tumhari maani...  ki suraj sabse pehle tumhare yahan nikalta hain magar tumko hum yeh baat bata dein...  yeh jo chand hai na...  chand... hamare saath hi to sota hai... apne-apne andaz hai... ro+mil

उसके एक-एक सवाल का जवाब दूँगा

मियां... उसके एक-एक सवाल का जवाब दूँगा करारा जवाब दूँगा ख़ानदानी इंसान हूँ  असल के साथ सूत भी दूँगा। रो+मिल

miya.... shaadi ka kya hai..

miya.... shaadi ka kya hai.. tum bolo to kal hi kar loon... magar shart sirf itni hai woh jo bhi ho meri khawabon mein invest kare...

Main....

Miya... Main apni beizzati dusaron ka ehsaan aur apne maa-baap ko kabhi nahi bhoolta... ro+mil

Jaise Banjare Ko Ghar - Ek Villain (2014)

Image

Muskurane ki Wajah Tum Ho - Citylights (2014)

Image

इनके सर से कभी दुपट्टा नहीं उतरता है

इनके सर से कभी दुपट्टा नहीं उतरता है यह हमारे घर की बेटियाँ है सीने के लाल को पीठ पर बांध रण-भूमि में उतर जाती है. रो+मिल

हंगाना जितना चाहे तुम मचा लो

हंगाना जितना चाहे तुम मचा लो  मुफलिसी का दौर है मियां, चाहो जितनी बातें तुम सुना लो मैं चुप हूँ बस कुछ दिनों के लिए वर्ना 15000 रूपया महीना तो हमारे घर के कुत्ते का खर्चा था.

हम लोग आपसी दंगों में जवान बेटे को गवां देते है

हम लोग आपसी दंगों में जवान बेटे को गवां देते है हमसे तो अच्छे वोह पड़ोसी मुल्क़ वाले है जो हमारी माँ को साड़ी गिफ्ट देते है. रो+मिल

मजनू कोई भी हो उसका नाम लैला के बाद ही आएगा।

मियां, नाम में क्या रखा है नाम तो एक दिन खो जायेगा, मजनू कोई भी हो उसका नाम लैला के बाद ही आएगा। रो+मिल

zalzala bankar

zalzala bankar kisi roz na main baras jayun un par jo yeh sochate hai ki yeh mausam kabhi barasta hi nahi... #romil arora

घर की छतें मिली हुई है, दोस्त बदलते देखे है

मियां, इन बूढ़ी आँखों ने जलते शहर देखे है   घर की छतें मिली हुई है, दोस्त बदलते  देखे है ! #रोमिल अरोरा

तुम्हें क़बूल हो तो

इज़्ज़त गई, नाम गया, दौलत-शौहरत गई रह ही क्या गया है इस सुल्तान के पास तुम्हें देने को तुम्हें क़बूल हो तो यह ज़िन्दगी दे दूँ. रो+मिल

Miya... darr kaisa?

Miya... darr kaisa? ek na ek din yeh humgama hona hi hai woh khadi hogi apne parchhatte pe aur uski gali se apna janaza gujarna hi hai.... ro+mil  मियां ... डर कैसा ? एक न एक दिन यह हंगामा होना ही है वोह खड़ी होगी अपने परछत्ते पे और उसकी गली से अपना जनाज़ा गुजरना ही है. रो+मिल