ab meri mohabbat ko gavara nahi
ab meri mohabbat ko gavara nahi do ghadi ka saath hamara nahi puchh khuda se kis jagah humne tujhe pukara nahi teri yeh berukhi ka mausam ab gavara nahi tere gum mein sabse pehle aah hamari nikali is tarah tera woh lamhe bhool jana gavara nahi khud pe gurur itna acchha nahi hota dekh lena ya to hum nahi ya zamana nahi aur maa ki dhun mein magan rehta hai yeh dil ab maa yeh na kisi se kehna beta tera, mujhse bolta nahi... - Romi