Posts

Showing posts from August, 2013

Guru Granth Sahib Ji Ke Prakash Utsav Di Lakh Lakh Badhai Hove Sare Nu...

“Aagya bhai Akal ki tabhi chalayo Panth, Sab Sikhan ko hukum hai Guru Manyo Granth. Guru Granth Ji manyo pargat Guran ki deh. Jo, prabh ko milna chahe khoj shabad men le.” “RAJ KAREGA KHALSA AQI RAHEIN NA KOE, KHWAR HOE SAB MILANGE BACHE SHARAN JO HOE”

श्री गुरु ग्रन्थ साहिब जी के प्रकाश उत्सव (सितम्बर १) दी लख-लख बधाई होवे सरे नु...

श्री गुरु ग्रन्थ साहिब जी के प्रकाश उत्सव (सितम्बर १) दी लख-लख बधाई होवे सरे नु...

Tere Mere Beech Mein - Song - Shuddh Desi Romance - Sushant Singh Rajput & Parineeti Chopra

Image
Ae sun, sun le na sun mera kehna tu hoo gaflat mein, gaflate mein na rehna tu jo dil tere dil ko honge toh honge dil ki raina tu tu abhi bhi soch samajhle ki phir yeh na kehna tu Ki tere mere beech mein kya hai ? Ki tere mere beech mein kya hai ? Hmmm…. Chaddar! Ho… Chaddar khaddar ki Armaan hai resham ke Chaddar khaddar ki Armaan hai resham ke Mili, mili hai Zara khili, khili hai Finally, chali hai meri love life Mili, mili hai Zara khili, khili hai Literally, silly hai meri love life Ho…ho…ho….. Tere tere Mere mere tere mere beech mein tere mere tere mere tere beech mein tere mere beech mein Kabhi Jo raaz ho koi Dhoop mein chipi chipi Kahin jo raat ho koi tere mere beech mein Kabhi jo baat ho koi Jeet mein chipi chipi Kahin pe maat ho koi Poochoonga haule se Haule se hi jaanunga Jaanunga mein haule se Tere har armaan Aha… Armaan khule hai Zidddi bulbule hai Armaan khule hai Zidddi bulbule hai Mili, mili hai Zara khili, khili hai Finally, chali hai meri love life Mili, mili hai Zara k...

teri baatein sunne aaye

teri baatein sunne aaye gum fir mujhse milane aaye hamesha ke liye jab tu mujhse bichada tha woh manzar aaj bhi bahut yaad aaye aur Usse dekhe, farkhe aur pade to sahi kaash koi farista-e-chehara sa meri nazaron ke samne to aaye aur na meri aarzooein khili hai na tera rang-e-hina mausam kabhi milan ka do ghadi ke liye to aaye.

Abhi mujhmein zinda mohabbat hai bahut

Abhi mujhmein zinda mohabbat hai bahut In dino aarzooein machalti hai bahut Jab se us haseen se nazarein mili Raat bhar yeh nazarein jagati hai bahut aur Dard reh-reh kar uthata hai is toote hue dil mein Kambhakht woh bewafa yaad aata hai bahut Mere aashiyana bhi jagmaga uthega Meri dehleej pe tera ek qadam hai bahut aur Main kaise jee loon tujhse juda hokar Romil Samaj nahi aata tujhse nafarat hai ya mohabbat hai bahut.

woh chand jab mere saath sota tha.

meri karwat par jaag jata tha woh chand jab mere saath sota tha. supurd karke khud ko meri baahon mein andheron mein jab guftagu karta tha. woh chand jab mere saath sota tha. so kar uthe to aksar woh bistar par mujhse lipati chadar mein apne jhumake, nathani, payal ko dhundha karta tha woh chand jab mere saath sota tha. aur yahi woh din, woh khawab the jab ek-dusare ko paya karte the woh aasman mein rehta tha main zameen mein rehta tha. woh chand jab mere saath sota tha.

na zameen hogi na aasmaan hoga apna milan aisi jagah hoga

na zameen hogi na aasmaan hoga apna milan aisi jagah hoga nai zamane ki bahu, naya ghar, naya pehnawa na jaane ab kya in purani yaadon-bari cheezon ka hoga.   aur Romil, chalo hum-tum milkar ek chhota sa ghar banaye Jahan pyar, pyar, pyar sirf pyar hoga. aur  Isliye kehta hoon khoobsurat haseenao, Shiva-may- ShivaOm ho jao warna Dhongi-Babaon ke chakkar mein rahogi to Balatkaar (rape) hi hoga.