hum lakhnav wale hai...
Miya... hum lakhnav wale hai... Salam karte aur thappad jadte time nahi lagate.... * Miya... yeh london wale hai, kahan lakhnav walon se milte hai yeh hawai jahaj mein udane wale hai... kahin activa ki sair karte hai... * Miya... hamara haal to majnu jaisa hai... gar woh nazarein mila jaye... to hum unko laila bana de... * Miya... yeh intezaar ki raat khatam karke... so jao sitaron ki shamaein bhujao... so jao... * Miya... gar woh haan keh de to hum sitaron ko bhi bistar pe bicha de... apne garib-kaane ko bhi jannat bana de... ro+mil