aankhon se yeh lal rang mere khoob behata hai...

jab maa ki yaad aaye to yeh mera dil bahut rota hai...
abeer-gulal ka tika lagau maa ko...
pair chhukar, unka ashirwad loon...
garma-garm maa ke haaton se gujiya khaane ka mann hota hai...
RRSA

Comments
Post a Comment