Chalta jaye samay ka ghoda...
Satsang mein gota laga le
Jeevan ko safal bana le
Samay nikal thoda-thoda
Chalta jaye samay ka ghoda...
Chalta jaye samay ka ghoda...
Is jeevan se padega bhaiya sabko ek-din jaana
Kaudi-Kaudi jamaa kiya sab chhodkar maal khazana
Yahan koi na rahega Mata-Pita se rishta jodhke
Yahan koi na rahega Dunia-daari se rishta jodhke...
Samay nikal thoda-thoda
Chalta jaye samay ka ghoda...
Chalta jaye samay ka ghoda...
Chhod Lobh-Jhoot-Kapat, Chugali-Krodh-Ahankaar
Sabko ek-samaan samajh, Kar sewa ka karya...
Yahan koi na rahega Kothi-Mehalo se naata jodhke
Yahan koi na rahega Jaat-Biradari se naata jodhke
Samay nikal thoda-thoda
Chalta jaye samay ka ghoda...
Chalta jaye samay ka ghoda...
- Sunny

Comments
Post a Comment