Satsang mein gota laga le Jeevan ko safal bana le Samay nikal thoda-thoda Chalta jaye samay ka ghoda... Chalta jaye samay ka ghoda... Is jeevan se padega bhaiya sabko ek-din jaana Kaudi-Kaudi jamaa kiya sab chhodkar maal khazana Yahan koi na rahega Mata-Pita se rishta jodhke Yahan koi na rahega Dunia-daari se rishta jodhke... Samay nikal thoda-thoda Chalta jaye samay ka ghoda... Chalta jaye samay ka ghoda... Chhod Lobh-Jhoot-Kapat, Chugali-Krodh-Ahankaar Sabko ek-samaan samajh, Kar sewa ka karya... Yahan koi na rahega Kothi-Mehalo se naata jodhke Yahan koi na rahega Jaat-Biradari se naata jodhke Samay nikal thoda-thoda Chalta jaye samay ka ghoda... Chalta jaye samay ka ghoda... - Sunny
Ye mere comment pr comment q mara..
ReplyDeleteAur main q mangugi bheek..bheek uske liye mangi jati hai..jo aapko chaiye..ya aapke pass nai hai..
Uss khuda se kya mangna..jb uske pass b dene ko hai he nai kuch..mere liye uske pass kuch nai hai..aur aab ummed ke umeed b nai hai..
So khuda se kabhi kuch nai mangugi..nvr..
This comment has been removed by the author.
ReplyDeleteMeri khwaishein..very funny..kabhi khwaish se amna samna hua he nai mera..
ReplyDeleteWo qasur waar nai ho skti..
Apko mujhse itni shiqayatein q hai..kya bigada hai aapka..kya nuksan kiya aapka maine..
Konsa bank loott liya aapka...
Badey aaye nakchadey..