Woh insaan aacha hai Shauhar nahi....
Kehta hai Sar dhak kar rakha karo...
Japji Sahib, Sukhmani Sahib aur Dukhbhajani Sahib ka roz paath kiya karo...
Ghar ke bujurgon ki sewa kiya karo...
Chule ko jalane se pehle Sar jhuka kar pranaam kiya karo...
Pehle Rab ko bhog, fir naiki, fir ghar ke bujurg, fir khud bhojan kiya karo...
Woh insaan aacha hai... Shauhar nahi...
Shauhar bilkul nahi...
#Romil Arora
Comments
Post a Comment