Raavan Ramayan...
Raavan Ramayan...
Putra ho to Meghnad jaisa... Jisne Indra ko jeeta Indrajeet bana... Jisne Rudra avtaar Hanuman ko Brahmastha mein baand liya... Jisne Sheshnaag avtaar Laxman ko apne Baan se murchit kar diya... Jisne hamesha apne Pita ke agya ka paalan kiya...
Jaise Rama ne kiya apne Pita ke vachano ka palan usi tarah Meghnad ne bhi apne Pita ke vachano ka palan kiya... Vachan ka paalan karte-karte yudh mein apne Pran tak gava diye.
Putra ho to Meghnad jaise... Vijaye, Tejasvhi, Indrajeet, MahaYodha.
Comments
Post a Comment