Radha, Radha pukara karenge... Naam ke sahare jeevan guzara karenge...

Radha (NaaZ), Radha (NaaZ) pukara karenge...
Naam ke sahare jeevan guzara karenge...

Radha, Radha pukara karenge...
Naam ke sahare jeevan guzara karenge...

Mann ke Ban mein basaya karenge...
Unko re jhula, jhulaya karenge...
Radha, Radha pukara karenge...
Naam ke sahare jeevan guzara karenge...

Prem ki ri dori mein baandhe rakhenge...
Naino mein unko basaya karenge...
Radha, Radha pukara karenge...
Naam ke sahare jeevan guzara karenge...

Jo roothi to unko manaya karenge...
Naach karke re unko rijhaya karenge...
Radha, Radha pukara karenge...
Naam ke sahare jeevan guzara karenge...

Kanhaiya ki Chhavi ko dikhaya karenge...
Bansi ki madhur dhun sunaya karenge...
Radha, Radha pukara karenge...
Naam ke sahare jeevan guzara karenge...

- Sun

Comments

Popular posts from this blog

Man Chhod Vyarth Ki Chinta Tu Shiva Ka Naam Liyeja

Chalta jaye samay ka ghoda...