Aan milo... Aan milo... Aan milo... RadhaRani

Aan milo... Aan milo... Aan milo...
RadhaRani (NaaZ)
Ban mein akela Shyam (Sultan) Radha-Radha pukare...

Aan milo... Aan milo... Aan milo...

RadhaRani
Ban mein akela Shyam Radha-Radha pukare...
Radha-Radha pukare...

Itna intezaar theek nahi...
theek nahi RadhaRani...
Raah mein bicche hai phool tumhare...
Ban mein akela Shyam Radha-Radha pukare...
Radha-Radha pukare...

Suraj laga dubane... Aasma se Chand nihare...
ab aao jaldi Radha Ban mein
akela Shyam, Radha-Radha pukare...

Aan milo... Aan milo... Aan milo...
RadhaRani
Ban mein akela Shyam Radha-Radha pukare...
Radha-Radha pukare...

(Title Inspired...)

- Sun

Comments

Popular posts from this blog

Man Chhod Vyarth Ki Chinta Tu Shiva Ka Naam Liyeja

Chalta jaye samay ka ghoda...