Kaash kabhi...

Kaash kabhi main bhi Baap ka haath pakadkar khilaune wale ke pass le gaya hota...
Kaash maine bhi kabhi Baap se zid karke icecream khai hoti...
Kaash kabhi maine bhi Baap ke kandhe pe baithkar daud lagai hoti...
Kaash kabhi maine bhi Baap ke saath pehli seat pe baithkar Car chalai hoti...
Kaash kabhi kuch pal ki zindagi maine bhi Baap ke saath bitai hoti...

Kaash kabhi...

- Sun

Comments

Popular posts from this blog

Man Chhod Vyarth Ki Chinta Tu Shiva Ka Naam Liyeja

Chalta jaye samay ka ghoda...