kaali-kaali ghataon ke beech Chand nikla ho...

kaali-kaali ghataon ke beech Chand Nikla ho...
aisa uska Noor sa Chehara Khila ho...

khuda bhi usko dekhe to saare Suraj ko jala de...
Taj Mahal bhi Kaala Bana ho...

jee chahta hai aaj usko jee bhar ke nihaar lu...
dekh lu...
Chehare pe uske Ek Kaala Teeka aur Baalon mein Kaala Gulab laga ho...

Geshuon ke beech Chand nikla ho... 
kaali-kaali laataon ke beech Kaala Gulab khila ho...

- Sun

Comments

Popular posts from this blog

Man Chhod Vyarth Ki Chinta Tu Shiva Ka Naam Liyeja

Chalta jaye samay ka ghoda...