Maine kahan tha na...

Maine kahan tha na...

Raj Babu... Kaun tumse mohabbat karta hai...
Yeh sansar to tere jism si aati Mehak
yeh Suit ki Chamak par marta hai...

Jeb mein rakhi Noteon ki gaddi
yeh sone ki chain... anghuthi... par pyar lootata hai...
Raj Babu... Kaun tumse mohabbat karta hai...

Maine kahan tha na...

Ab na rupiya pass hai... na koi saaya... 
akela bas tu akela... 

yeh zindagi ka sach hai...

koi kisi se mohabbat nahi karta... bas rupiya se saath hai judata...

hehehehehehe...

- Sun

Comments

Popular posts from this blog

Man Chhod Vyarth Ki Chinta Tu Shiva Ka Naam Liyeja

Chalta jaye samay ka ghoda...