BAS ZINDAGI JEE LETA HUN.

Miya, main to Mandir ki seedhiyon pe aaram se so jaata hun,
Gurudware ka langar kha kar bhookh mita leta hun,
Mazjid ke pani se pyas bhujha leta hun,
Church ke geet-sangeet ki dhun sunkar mann hi mann prashan ho leta hun...

BAS ZINDAGI JEE LETA HUN.

- Sun 

Comments

Popular posts from this blog

Man Chhod Vyarth Ki Chinta Tu Shiva Ka Naam Liyeja

Chalta jaye samay ka ghoda...