kasoor yeh tha...
kasoor yeh tha ki humko usse mohabbat thi...
saaza yeh mili ki
ta-umar rehna pada intezaar mein...
saaza yeh mili ki
ta-umar rehna pada intezaar mein...
kasoor yeh tha ki unko apnasamaj unki tasveer ko nazaron mein basana chaha
saaza yeh mili ki
ta-umar rehna pada unki parchi mein...
kasoor yeh tha ki hoonton ko talab hui unki
saaza yeh mili ki
ta-umar rehna pada pyaas mein...
- Sun
Comments
Post a Comment