ab ke baras shayad usko humpe taras aa hi jayega

ab ke baras shayad woh mere rubaru aa hi jayega...
bahut barson se sukhi padi hai meri dil-e-basti
ab ke baras shayad woh sawan ban baras hi jayega...
aur
ilzamo ki kitab hai mere pass uske khilaf
shayad woh har sawal ka jawab mujhe dene aayega...
aur
maa ki yaad bahut aati hai
maa ki yaad bahut aati hai
ab ke baras shayad koi faristaa maa ka roop leke aayega...
- Sun

Comments
Post a Comment