Timepass: Badi yaad aati hai...
badi yaad aati hai...
Gujrat, Rajasthani thali ki...
Dilli ke parathe wali gali... aur thelo pe lagati Chat-Batashe ki...
Bombay ki irani cutting chai sang pav ki...
badi yaad aati hai...
Kolkata ki mithai ki...
Chattisgarh ke Dabeli ki... (Dabeli... Dabeli... Dabeli...)
Punjab ke Sarson ke saag-makke di roti sang lassi ki... Amritsari chole-kulche ki...
badi yaad aati hai...
Haryana ki dahi-dudh ki...
Madhya Pradesh ke poha aur jalebi ki...
Hyderabad ke ghost-biryani ke mehak ki...

Jammu-Kashmir ke mevon ki...
Orissa ke jagannath prasad ki...
Himachal Pradesh ke vegetable soup ki...
Uttaranchal ke Daal-Roti ki...
badi yaad aati hai...
- Sun
Comments
Post a Comment