mujhe maa ka pyar yaad aata hai
mujhe maa ka pyar yaad aata hai
woh toota hua ghar-sansar yaad aata hai...
haavaein bhi, toofan bhi, tez baarish bhi
mujhe woh maa ka aanchal yaad aata hai...
dukh-takleefein kitni dekhi hai, par mujhe
woh maa ka imandari-himmat-sahas badana yaad aata hai...
aur
guzari hai meri zindagi baap ke bina
fir bhi mujhe uski nazaron mein chhupa pyar yaad aata hai...
- Sun

Comments
Post a Comment