meri naakamiyon ke baad kaam aaye
meri naakamiyon ke baad kaam aaye
mere apne mujhe bahut yaad aaye...
kaash fir ho wahi mohabbat ka manzar
wahi mohabbat ke din
uske paigaam aaye...
armaan-e-deed liye woh shaks mit gaya khaak mein
bahut dair baad...
bahut dair baad...
hamare yaar aaye...
aur
woh shakhs jo mere haaton ko chhod kar bhaga tha
khuda bachaye kahi use zamane ki hawaa na lag jaye...
- Sun
Comments
Post a Comment