saadagi par tumhare marr jane ko dil karta hai

saadagi par tumhare marr jane ko dil karta hai
ek baar fir tere deedar ko dil karta hai...
~*~
dekhate hai is baar taqdeer kya faisala kargi
ek baar fir yaar ko aajmane ko dil karta hai...
~*~
chahta hoon ki aakhiri umeed bhi khaakh ho jaye
ek baar fir tujhse mohabbat-e-izhaar karne ko dil karta hai...
~*~
dushman to hai Allah purana mere ishq ka
ek baar fir uski panah mein sar jhukane ko dil karta hai...
~*~
janta hu ki log pathar se maarenge mujhe
ek baar fir teri gali se guzarne ko dil karta hai...
- Sun

Comments

Popular posts from this blog

Man Chhod Vyarth Ki Chinta Tu Shiva Ka Naam Liyeja

Chalta jaye samay ka ghoda...