na jaane kab hum uske... woh hamara hoga
na jaane kab hum uske... woh hamara hoga
hamara bhi mohabbat bhara aashiyana hoga...
chand hoga hamari goad mein
raat ne bhi odha hua sitaron ka aanchal hoga...
aur
apne jeene ka rang bhi raha hai anokha
apne marne ka dhang bhi nirala hoga...
aur
rishta chahe jaisa bhi raha ho apna
par mere dil mein
maa-baap ka darza, Rab se bhi bada hai aur hamesha hoga...
- Sun

Comments
Post a Comment