Timepass : woh lakhon se karti hogi ishq ki baatein miya...
mobiles pe mobiles... wow... wow... gr8
woh lakhon se karti hogi ishq ki baatein miya...
woh lakhon se karti hogi ishq ki baatein miya...
apni aisi fitrat nahi...
aur
ya to meri nazar kamjor ho gai hai
ya fir uski tasveer mein woh pehle jaisa jadu nahi...
aur
kudiyan... yeh sach hai kabhi-kabhi apni bhi nazar ladkhada jaati hai
kya karein miya... daant kar, baahon mein thamne wala apna koi humsafar nahi...
aur
chhin gaya hai mere sar se maa-baap ka saaya
ab mere aansoo pochane wala koi nahi...
- Sunny

Comments
Post a Comment