rehte ho tum hamesha mera saath

rehte ho tum hamesha mera saath
fhir bhi
yeh zindagi ka safar tanha sa kyon lagta hain...
~*~
tum bhi wahi
main bhi wahi
fhir bhi
yeh saath adhura-adhura sa kyon lagta hain....
~*~
hain chaman bhi wahi
hain aashaiyana bhi wahi
fhir bhi
sab kuch bhikhara-bhikhara sa kyon lagta hain...
~*~
kisko maloom tha din yeh bhi aayega
jab apna saaya bhi ajnabi ho jayega
haath mein hain mehboob ka haath
fhir bhi
yeh haath khali-khali sa kyon lagta hain...


- ⛅

Comments

Popular posts from this blog

Man Chhod Vyarth Ki Chinta Tu Shiva Ka Naam Liyeja

Chalta jaye samay ka ghoda...