mujhe kya maaluum
Mujhe kya maaluum
yeh shayari kyon?
mann leta tera naam kyon?
meri taqdeer mein hi hai zakhm pana
fir yeh be-misaal... yeh tamasha kyon?
Mujhe kya maaluum
yeh aawaragi kyon... yeh diwanapan kyon?
teri tasveer liye fhirta main galiyaan-galiyaan kyon?
Mujhe kya maaluum
dhoop ho ya saaya ho tum
rehti ho meri nazaron ke samne fir bhi rehti chuppati-chuppati kyon?
Mujhe kya maaluum
aur
tumhari baaton par main kyon karun yakeen
tumne aajtak mere liye kiya hi kya
tumne aajtak meri mohabbat ke liye kiya hi kya
Mujhe kya maaluum
tumhari haqiqat kya?
tumhari sacchai kya?
Mujhe kya maaluum
aur
na maa... na baap...
mujhpar fakr kar sake...
khuda ne di mujhe itni haar kyon
Mujhe kya maaluum...
- Sun

Comments
Post a Comment