mohabbat mein apna kuch to haal hona hai...

abaad hona hai ya barbaad hona hai
mohabbat mein apna kuch to haal hona hai...
***
aaisa na tooda karo huzur isko
yeh mera dil hain dil
na koi tera kharida hua khilona hai...
***
qaatil se kaisi reham ki guzarish karna
ussi ke haaton marna hai
jise zindagi ka diya tohfa hai...
***
itna na Rabb se manga karo bheekh
naseeb mein jo likha hai
wahi to hona hai...

- Sun

Comments

Popular posts from this blog

Man Chhod Vyarth Ki Chinta Tu Shiva Ka Naam Liyeja

Chalta jaye samay ka ghoda...