kaash tumne itna to kiya hota

kaash tumne itna to kiya hota
mera naam, apne naam sang jod to liya hota...

gairon ki suni tumne, gairon ne jo kahan woh kiya tumne
kabhi meri bhi suni hoti, kabhi mujhe bhi kuch kahan hota...

elaichi ka daana...
faltu ki bakwas...

elaichi ka daana ban...
kabhi meri zindagi mein bhi tu khusboo ki tarah bas gaya hota...

aur

umeed to badh gai thi tumse... dil jo humne tumse lagaya tha
kabhi tumne bhi meri maa... mere baap ke janaze ko kandha diya hota...

chhodo miya... kaash yeh hota... kaash woh hota... kaash yunh hota to yunh hota...

- Sun

Comments

Popular posts from this blog

Man Chhod Vyarth Ki Chinta Tu Shiva Ka Naam Liyeja

Chalta jaye samay ka ghoda...