abhi bhi yaad aata hai...
woh kitaboon mein
tera naam likhana
woh deewaron mein
tera naam likhana
abhi bhi yaad aata hai...
***
woh nazare milana
nazare milakar, nazare churana
tere pehlu mein masumiyat ke saath so jaana
tere jhoomke ke saath khelana
abhi bhi yaad aata hain...
***
woh beeta hua pal
jis pal mein sirf tum aur hum the
woh pal bahut yaad aata hai...
tera naam likhana
woh deewaron mein
tera naam likhana
abhi bhi yaad aata hai...
***
woh nazare milana
nazare milakar, nazare churana
tere pehlu mein masumiyat ke saath so jaana
tere jhoomke ke saath khelana
abhi bhi yaad aata hain...
***
woh beeta hua pal
jis pal mein sirf tum aur hum the
woh pal bahut yaad aata hai...
- Sun
Comments
Post a Comment