Masjid mein dekh kar tujhe hairat bahut hui
Masjid mein dekh kar tujhe hairat bahut hui romil
kiski khushiyon ke liye tune fir haath fehlaya
~
yeh duaoon ka silsila kyon kar raha hai tu chalu
kaun hain woh anjani jo fir yaad aaya
~
aankhon mein aansoo kiske liye hai
kiski bandagi ka fir khayal aaya
~
shaam hote hi kyon khol deta hain darwaaze
woh kaun hain jiska yeh chand salaam lekar aaya...

- Sun
Comments
Post a Comment