Kaun Kare... Kaun Kare... Ab Tamasha, Kaun Kare...

is duniya mein itna gum mila
us duniya se umeed kya kare
aakhir allah to wahi hai
ab khawaish, kaun kare...
~*~
aapno ne jab dhoka diya
gairon se tammana kya kare
aakhir insaan to wahi hai
ab wafaa, kaun kare...
~*~
dubi hain kasti apni sahil par
saagar se shikayat kya kare
aakhir sahara kisi ka na mila
ab tamasha, kaun kare...

- Sun

Comments

Popular posts from this blog

Man Chhod Vyarth Ki Chinta Tu Shiva Ka Naam Liyeja

Chalta jaye samay ka ghoda...