ishq mein haasil aur kya hoga
ishq mein haasil aur kya hoga
bas aansoo main dubaa hua ek samundar hoga...
***
subah jo jal uthati hai uski yaadon mein
shaam ko bhi yahi manzar hoga...
***
saari dunia ke samne jo sher bane fhirte ho
usse pyar ka izhaar karna muskil hoga...
***
jo lagate hai sabse apne karib
unhi apno ke saath fhasala hoga...
- Sun
Comments
Post a Comment