Mumkin Hai...
Mumkin Hai...
Yeh fasle mit jaye...
Jo dooriyan ho gai hai dono ke darmiya, woh khatam ho jaye...
Fir se bas jaye mohabbat ka ghar...
Fir se yeh udas chehare khil jaye...
Do apni galtiyan tum mano... Do apni galtiyan main manta hun...
Aapas ke masle hai... Apne Ghar ke masle hai...
Ghar mein baith kar coffee peetè-peete suljha le... Inhein beech-bazar na uchala jaye...
Mumkin Hai...
-Sun
Jhil-Mil sitaron ka ghar hoga,
Usmein re Maiya Ji ka mandir hoga,
Kaisa sundar apna jeevan hoga...
Main honga... Tum hongi... aur Maiya Ji ka Bhajan-Kirtan hoga...
Jhil-Mil Sitaron ka ghar hoga... -
Sun

Comments
Post a Comment