kya jeevan hai...

kya jeevan hai...
kabhi hasana, kabhi rona hai, do aankhon mein jeevan ka pitara hai
kya jeevan hai...
insaan bana khilauna hai, aana aur jaana hai
kya jeevan hai...
saanson ko pana, saanson ko khona hai
kya jeevan hai...
mutthi band karke sansar mein aana hai, mutthi kholkar sansar se jaana hai
kya jeevan hai...
chadar mein bun kar sukh aur dukh ka taana door kahin jaana hai
kya jeevan hai...
- Sun

Comments

Popular posts from this blog

Man Chhod Vyarth Ki Chinta Tu Shiva Ka Naam Liyeja

Chalta jaye samay ka ghoda...