khushboo ki tarah bikhar jaane ko jee chahta hai

teri tasveer pe mar-mit jaane ko jee chahta hai...
kabhi aa jaye jo woh meri baahon mein to thakaan jaag pade
uske badan se lipat jaane ko jee chahta hai...
aur
kabhi tha main wahi jo teri tasveer... teri deed... ka pyasa tha
aaj dekhkar bhi usko bhool jaane ko jee chahta hai...
waqt bita aur bitata chala gaya
tune na tasveer bheji... na milna chaha...
main fir bhi apne kiye hue vaadon pe zinda raha...
ab un vaadon se bhi mukar jaane ko jee chahta hai...
- Sun

Comments
Post a Comment