kaise kahu ki zindagi kya hain
kaise kahu ki zindagi kya hain
behati hue naadi ki tarah hain
puche maajhi se tera pata kya hain
aaya tu kahan se
jaana tujhe kahan hain
kaise kahu ki zindagi kya hain...
kaise kahu ki zindagi kya hain
behati hue haawan ki tarah hain
puche toote hue patte se tera theekana kahan hain
aaya tu kahan se
jaana tujhe kahan hain
kaise kahu ki zindagi kya hain...
kaise kahu ki zindagi kya hain
ek anjaan raasta hain
puche musafir se tera pata kya hain
aaya tu kahan se
jaana tujhe kahan hain
kaise kahu ki zindagi kya hain...
- Sun
Comments
Post a Comment