har musafir ka aashiyana nahi hota
har musafir ka aashiyana nahi hota
pathar kisi ka khuda nahi hota...
~*~
ujad jaati hai bastiya chand palon mein
toofan kisi ka humdard nahi hota...
~*~
beet jaati hai jawani doston mein
bhudhape ka koi saathi nahi hota...
~*~
zakhm dekhne hai jo mere dil mein jhakhon
chehare se apna haal-e-bayaan nahi hota...
#romil arora
Comments
Post a Comment