Yeh Na Socha Tha Ki...

socha tha diwana ban jayunga
yeh na socha tha ki tamasha ban jayunga...
***
uski haansi par main bhi hanstaa tha
yeh na soch tha ki paagal kehlaunga...
***
badi aarzoo ke saath sajana chahta tha uski tasveer
yeh na socha tha ki uske deedar ko pyasa marr jayunga...
***
bahut muskil hota hain marr kar jeena
yeh na socha tha ki apni kabr ka chaukidaar ban jayunga...

- Sun

Comments

Popular posts from this blog

Man Chhod Vyarth Ki Chinta Tu Shiva Ka Naam Liyeja

Chalta jaye samay ka ghoda...