Usko kabhi dekha nahi mehsus kiya hai maine...
Usko kabhi dekha nahi mehsus kiya hai maine...
Aa meri pathar aankhon ko roshan kar de...
***
fark bas itna hain...
Pehle aansoo uski waafa ko dekhkar aate the...
Ab aansoo uski bewafai ko dekhkar aate hain...
***
zinda hain woh fhir bhi kehte ho marr gaye hain mujhse...
aur kitna gunaah karaoge mujhse...
nahi hona hain mera to saaf maana kyun nahi kar daite...
roz-roz intezaar kyon karwate ho mujhse...
- Sun
Comments
Post a Comment