The Last Words...

"Aapka, Aaj yahan aane ke liye sukriya !!!" 

Meri kabr pe bas yahi shabd likhwana...

Is daudati... bhagati... life mein log bina matlab ke zinda logon ko yaad nahi karte... Agar aapke marne ke baad bhi log aapko yaad kar rahe hai to yeh aapka saubhag hai...
aapke kiye gaye karmo ka fhal hai...

kuch aisa kijiye ki log marne ke baad bhi aakar aapse mile !!!

Comments

Popular posts from this blog

Man Chhod Vyarth Ki Chinta Tu Shiva Ka Naam Liyeja

Chalta jaye samay ka ghoda...