Anskh dekar mujhko beqarar karti hain...
Anskh dekar mujhko beqarar karti hain...
Yeh yaadein teri sitam baar-baar karti hain...
***
Puch na mujhse mera haal kya hain
Woh milan ki baatein hairan baar-baar karti hain...
***
Us par haans kar dil ko behlata rehta hu
Warna uski muskurahat mujhko pareshan baar-baar karti hain...
***
Mujhse milane ka vaada kabhi usne kiya hi nahi
Na jaane kyon yeh naazarein intezaar baar-baar karti hain...
- Sun
Comments
Post a Comment