aaj fhir uski tasveer se baatein karta raha
aaj fhir uski tasveer se baatein karta raha
ek aur sitam khud pe karta raha...
***
do qadam par tha mera pata
woh milane ke liye faisala karta raha...
***
andheron ne bahut gher rakha tha mujhe
main roshani ke liye dil ko jalata raha...
***
usko bhool jayun ya yaad rakhu
yahi soch kar main raat bhar jagata raha...

- Sun
Comments
Post a Comment