Khamoshi teri kuch aur bayaan karti hain...
Khamoshi teri kuch aur bayaan karti hain...
Be-kasoor ho hui saaza kuch aur bayaan karti hain...
***
Sab kehte hain tujhe wafa ki devi
Meri looti hui zindagi kuch aur bayaan karti hain...
***
Log kehte hain woh teri yaad mein ab bhi aansoo bahati hain
Teri hoonton ki muskaan kuch aur bayaan karti hain...
***
Tanha rehne ka dekhawa karte ho Sanam
Teri mehfilon main aayashi kuch aur bayaan karti hain...
- Sun
Comments
Post a Comment