एक गगन में कितने सितारे रहते बिल्कुल शांत
एक गगन में कितने सितारे रहते बिल्कुल शांत
Ek Gagan Min Kitne Sitare Rehte Bilkul Saanth,
Na Tera - Mera Karte,
Na Jaat - Paat Mein Batate,
Na Ladai - Jhagada Karte,
Na Mann Mein Chhal - Kapath Rakhate,
Na Kisi Ko Dhoka Dete,
Na Daulat Ke Taraju Mein Ek - Dusare Ko Taulate,
Sirf Pyar, Shanti Se Rehte.
Aur Ek Taraf Is Dharti Par Yeh Duniya Wale...
- Sun
Comments
Post a Comment