Bahut Ajeeb Hota Hain...

bahut ajeeb hota hain
din-bhar awaragardi karna
shaam hote hi ghar jaana...
***
ajeeb rasm hain duniya ki doston
tanhai main chup-chup kar rona
mehfil main muskurana...
***
meri mohabbat bhi duniya ke liye khabar ban gaye yaaron
jaisa kisi bekasoor ka hadsa main marr jaana...
***
meri zindagi kuch is tarah viraan kar gaya woh
jaise parindoon ka kisi paid ko chod kar udha jaana...

- Sun

Comments

Popular posts from this blog

Man Chhod Vyarth Ki Chinta Tu Shiva Ka Naam Liyeja

Chalta jaye samay ka ghoda...