Tawaifon ne Lakhnav ko bahut kuch diya...

Miya... Tawaifon ne Lakhnav ko bahut kuch diya...
Ghazal di... Khayal diya...
Umraojaan di... Ishq diya...

Tawaifao ne lakhnav ko bahut kuch diya...

Mehfile di... Sangeet diya...
Sitaar-Tabla... Thumari-Kathak diya...
Radha-Krishna ke prasang, Krisha leela diya... Nritya diya...
Bharat ki azadi mein balidaan diya... Rupiya diya...

Tawaifon ne Lakhnav ko bahut kuch diya...

Sultan

Comments

Popular posts from this blog

Man Chhod Vyarth Ki Chinta Tu Shiva Ka Naam Liyeja

Chalta jaye samay ka ghoda...