ek hi hunar aata tha mujhe... main dusaron ke dukh main ro liya karta tha...

khilauno ke liye tarsa hain bachpan mera
main apne khawabon se khela karta tha
roz banata tha naye khawab
fhir use tod diya karta tha...
~
chand ko dekh kar
burf ka gol, gola bana liya karta tha,
din main titliyoon se
raat main jugnu se dosti kiya karta tha,
ek hi hunar aata tha mujhe
main dusaron ke dukh main ro liya karta tha...
~
khilauno ke liye tarsa hain bachpan mera
main apne khawabo se khela karta tha...

romil

Comments

Popular posts from this blog

Man Chhod Vyarth Ki Chinta Tu Shiva Ka Naam Liyeja

Chalta jaye samay ka ghoda...