har roz...
har roz badal raha hai unka rang to dekho
chhaya hai unpar yeh kaisa noor to dekho...
mashallah...
yeh lal rang...
yeh honton pe bhini-bhini muskaan...
yeh chashme ka baalon pe laga hona...
yeh style se... almirah ka kinara lekar khada hona...
nazar se pi raha hai diwana ek-ek ghut sharab dekho...
RaJ
Comments
Post a Comment