na karo meri charcha... main tamasha to nahi...
na karo meri charcha
main tamasha to nahi...
aashiq hu aashiq
koiye paagal to nahi...
***
maut ko apne gale laga lu
zindagi se samjhauta kar lu
itna to main bujhdil to nahi...
***
dekhate-dekhate dil ki dhadkan rukh jaati hain
apne hi apno ke qaatil hain
koiye paraya to nahi...
***
kya kasoor tha uska Romil
jo woh mohabbat kar baitha
woh bhi insaan tha
Rabb to nahi...
main tamasha to nahi...
aashiq hu aashiq
koiye paagal to nahi...
***
maut ko apne gale laga lu
zindagi se samjhauta kar lu
itna to main bujhdil to nahi...
***
dekhate-dekhate dil ki dhadkan rukh jaati hain
apne hi apno ke qaatil hain
koiye paraya to nahi...
***
kya kasoor tha uska Romil
jo woh mohabbat kar baitha
woh bhi insaan tha
Rabb to nahi...
Comments
Post a Comment