mohabbat ka safar hain kahin gir na jaana, chalo sambhal kar zaara aahistaa-aahistaa

mohabbat ka safar hain kahin gir na jaana
chalo sambhal kar zaara aahistaa-aahistaa.
~*~
raat nasheeli hain kahin fhisal na jaana
mehboob ki baahon main jayo zaara aahistaa-aahistaa.
~*~
jaan na nikal jaye aaj isi gulshan-e-bistar par
mere badan ko pyar karo zaara aahistaa-aahistaa.
~*~
chadata ja raha hain tere husn ka suroor maire naazaron main
phoolon ko toodho zaara aahistaa-aahistaa.

Romil

Comments

Popular posts from this blog

Man Chhod Vyarth Ki Chinta Tu Shiva Ka Naam Liyeja

Chalta jaye samay ka ghoda...